Re: Don't you hate it when desi's....
:D aqalmand k leya ishara kafi hota hai :D
dekhye ji yeh ishara baazi acchi cheez naheen hoti.
waisay I never claimed to be aqalmand, hota toh nobel prize mil gaya hota, mein toh aik seedha saadha baywaqoof sa shareef bhola bhala sa insaan hoon.
please elaborate what were u trying to say. ishara samajh mein naheen aya