Dont we have any other choice?

Re: Dont we have any other choice?

Tumharay dimagh ki sooi phir waheen Chicha Galiban kay hotay-na-hotay kay falsafay main atack kar reh gai… tum bhi woi hoteen and hotay kay bhanwar main phans chukay ho…

daikho… Dada ka clean shave honay aur Dadi ban jaanay say koi talluq nai, iss k liay mazeed bohat kuch karna ya hona darkaar hay… waisay bhi jab dada bachay thay to darhi moonch thori sath thi…

Jahan tak baat hay Mantaq Gorakh Puri ki to bhayya wo to hamara business hay, Mantaqain banaana aur Chandni chowk par ussay baichna… bass yehi to gorakh-dhanda hay apun ka :wink: