Don't call me Ash, says Aishwarya

Re: Don’t call me Ash, says Aishwarya

o larki ab agar in tasweeron main mujhe achi lag rahi hai tou kya karoon. jo dil main tha bol diya…dont see the need of lying

maine kabhi uski khopri ke baare main nahi socha jab woh itni haseen khud hi mere samne maujood hai tou mujhe kya zaroorat hai skull etc ke bare main sochne ki.

maut tou barhaq hai…main hoon, aosh ho ya koi bhi ho maut tou ani hi hai…aur mera kya hona hai sabar hi hoga aur kya.

btw kya pata uska antim sansakar na ho. hosakta hai ke woh musalman hojaye.