don

Re: don

PK: don na male na female hai, don SHE MALE hai :p

Re: don

kia kar sakte hain? :( kucch bhi nahin :(

Re: don

Tumhain Kaisay Pata Chala :faizy:

Kam Az Kam RO tou Saktee Ho :hoonh:

Re: don

Jo admi zada khush hota hai na usko kidnap she man hi kerti hai :barbie:

LOL tears make u weak :snooty: main nahin roon gi :barbie:

Re: don

Mayree Tamam Hamdardiyaa’n Tumhain kidnap Karnay Walay K Saath Hain :smiley:

Re: don

hamdardiyaan mere liye honay chahyea na keh kidnappers kaliye :smilestar:

Re: don

Maarti Kiyun Ho … Poori Baat Tou Sun Liya Karo i know na keh tum unsay Nimat logee :smiley:

Re: don

:cb:

Re: don

^btw Agar Tum waqai Kidnap Ho Ga’een Tou Kiya Karogee :hmmm:

Re: don

Allah na karay keh main kabhi kidnap hoon, aap bura kiu keh rahay hain? :frowning:

Re: don

Tum Kidnap Ho Jaana phir Main aaonga HERO ki tarah :cb:
Aur Kidnapperz Say Rishwat lay kar chala Jaonga:phati:

Re: don

Phir aap anay ki bhi zehmaat na karna :barbie: