Yar shikra, mujhey lagta hai ke tum pose maar rahey ho , real main huqqa nahi pee rahey ! kia mera shaq darust hai ? :aq:
Yaar kitna arsa ho gaya tumhain larkeyon ke beech rehtey howey. abhi tak ye nahi pata chala ke ye make fun bhi un hi larkoon ka karti hain jin ko ye like karti hain ![]()