Re: Doing small washroom while standing
maiN aap ko uss book kee aik copy hadiyatan zaroor dooN gaa ;)
aap ko bolnaY kee zaroorat naheeN :D
Mohata'ram.... tarjumaY kaY baa'd book bun jaaye gee...
itni azeem kitaab kaa tarjuma bhee tau hogaa naa akhir..
abb Bolo!
Qibla, tarjumay kay baad to "MaiN" bhi "MaiN" nahi rahey ga, "I" ban jaye ga.
Ab aap "Adh Rirhka" to na banain Urdu ka.