Re: Does anyone have a .....
3rd ya 4th
yeh kehna chahieye ke aaj zukam ki konsi tareekh hai
Re: Does anyone have a .....
3rd ya 4th
yeh kehna chahieye ke aaj zukam ki konsi tareekh hai
Re: Does anyone have a .....
7th tuk khatam ho jaaYe gaa HUQQQQ
:Peer Saahib wala icon:
Re: Does anyone have a …
koi taweez bhi day dain ![]()
Re: Does anyone have a …
e-taaweez kaa asar honaY tukk 7th aa jaaye gee… sabar kar bachaa :Tasbeeh icon:
Re: Does anyone have a …
Shukar hai nazrana nahin maang rahay :halo:
Re: Does anyone have a …
abb e-nazraanaY saY meraa kiyaa hogaa ![]()
aik kala e-bakraa e-zibah kar dena e-bismillah kaY saath aur uss ka e-stew, e-qourma aur e-pulaao banaa kar e-masaakeen-O-e-naadaaroN maiN e-taqseem karaa denaa…
e-duaouN kaY saath
e-peer ![]()
Re: Does anyone have a .....
Hy O Rabba yahan to poora calender hi eejaad hogaya...
abb Sadaf k baitay ki shadi konsi tareekh ko rakahingay Zukaam k maheenay main? :s
yani aisay to 25-30 months banan parhaingay...
Zukaam ka maheena
Khansi ka Maheena
Nazlay ka meehna
Bukhaar ka maheena...
and ...
waisay konsay hakeem nay mashwara dia tha k AC k samnay baith kar hawa khain ? hain bolo bolo...
Re: Does anyone have a .....
abb Sadaf k baitay ki shadi konsi tareekh ko rakahingay Zukaam k maheenay main? :s
yani aisay to 25-30 months banan parhaingay...
Zukaam ka maheena Khansi ka Maheena Nazlay ka meehna Bukhaar ka maheena... and ...
waisay konsay hakeem nay mashwara dia tha k AC k samnay baith kar hawa khain ? hain bolo bolo...
e-khushmageeN nigaahoN saY ghoornaY wala icon
Re: Does anyone have a .....
^-- itni kia musebat pari thi jo itni takleef main ghoomna para ? :s
Re: Does anyone have a .....
hmm apni amman k totkay day rehi hoon app ko
kaali mirchi daal k woh lain.
dusra totkay himmet ker k use kerna hoga:D *adrak k paani ko germ ker k honey main mila k lain
Re: Does anyone have a …
main naylikha apni AMMAN k totkay day rhei hoon a main berhi be hoon to soch lain meri amman kis sedi ki hoon gin:)
Re: Does anyone have a …
bari bee ![]()
salamz
choti bee ko bhi mera salaam
Re: Does anyone have a …
BB…Aray **Big wali Bee **Itnay poranay tottkay daynay ki kiya zarorat thee…apna koi azmoda nuskha bata dayteen ![]()
**
Daagh bhai**…humain bhi salam kaha hay aap nay ![]()
Re: Does anyone have a …
bechay yeh sub totkay meri amman mujh peh azma chuki hain:bummer:
Re: Does anyone have a …
waalaikum assalam bechay
kaisay mizaaj hain?
Re: Does anyone have a …
Tabhi aap Baali umerya main Berhi bee ban gaee hain ![]()
Re: Does anyone have a …
ho hay ajj kal k bechay kaiay berhoon k saath MAKHOL ker laitay hain…na jee naiki ka to zemana hi nahi raha aik to totkay do…ouper say in kal k bechoon ki baatain bhi suno dupettay k pelou say ansu saaf kering
Re: Does anyone have a .....
^Sorry BB if i hurt U konay main dubaknay wala icon
Re: Does anyone have a …
Allah ka karam hai and shukar hai all is fine ![]()
how is smilly… woh online kyon nahi hoti ab? ![]()