achaaaaaa aaj itna bored hoon k yaad hi nahi k kis kis ko Eid Mubarak kaha hai .. to mein ne socha ..doosron ko to Khush karein …
aur haan rahi baat agly teen saal ki … well as soon as i leave Egypt .. i dont think i ll have time to come to gs …maybe once in a blue moon or something … and then again Zindagi ka kia pata … kam az kam jab har eid aaey gi … aaap mujh jaisey gunehgaar ko yaad karo gi k us bewaqoof ne 3 saal in advance Eid Mubarak keh di thi …