Re: Do you remember the childhood poem...
Teen Ka Bandar
Teen ka bandar **
**ghar ky andar
Paon main joota
Hath main dafli
Sar par toopi pehny aya
Teen ka bandar ghar ky anadar
Maiz par charh kr taal lga kr
Uchla koda or khub gaya
Ten ka bandar ghar ky andar
PS: Meri phopo ny yeh yad krwai thi uchla koda wala part bhool rha hy aik woh sunati thin or aksar mahkmay taleem ko kosti thin ky itni piyari nazm kitabon sy khatam kr di ju "on ky zmany main thi" Yeh or bat woh nazm sun kr main khub roi ky pari guriya ko kion ly gai nam tha " Suraiya ki Guriya" kisi ko yad hy