Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
achchhaa jii…you WIN and i CONQUER!!! ![]()

I know i am a Winner ![]()
but how can you conquer??? ![]()
Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
by winning hearts N minds…NOT land and cash! hehe ![]()
Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
koun sey hearts and mind??? ![]()
khush fehmiyan ![]()
Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
bakre aur gaaye ke dil o bhejaa…it’s quite cheap…kam Kharch, baalaa nasheen!!!
Khush-fehmii to Khush-aayind shai hai…haN, Ghalat-fehmii Ghalat hai ![]()
Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
ohhh yahan bakry aur gaye k dil aur bheja boht mehngye hoty hain (shayad) ![]()
i meant ghalat fehmi ![]()
Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
matlab bakra sasta magar uska dil aur gurda ziyaada mahnga…yeh to aise hii huaa jaise aajkal insaan kii qeemat kam magar uske gurde kii qeemat ziyaada hai
agree???
Re: do you know what a “MAN” [unit of weight] is???
agreed… ![]()
yahan kuch bhi ho sakta hai aj kal ![]()
waisy kia pata main ney ghalat kaha ho… mujhy prices ka bilkul nahin pata ![]()
Re: do you know what a "MAN" [unit of weight] is???
agreed....... :p
yahan kuch bhi ho sakta hai aj kal :p
waisy kia pata main ney ghalat kaha ho... mujhy prices ka bilkul nahin pata :p
vaise, kia tum sabzii KHor ho jo gaaye bhaiNsoN aur bakroN kii qeemat kaa andaaza nahiiN? hehe :D
Re: do you know what a "MAN" [unit of weight] is???
vaise, kia tum sabzii KHor ho jo gaaye bhaiNsoN aur bakroN kii qeemat kaa andaaza nahiiN? hehe :D
Nahin main sabzi khor bilkul bhi nahin hoon... i am non-veg.. but qeemty mujhy kisi ki nahin pata :D
Re: do you know what a "MAN" [unit of weight] is???
man(dil) kahi laga k nahi abhi tak ?

tab to yaqeenan ameer-zaadii hogii jise qeematoN kaa koii ilm nahiiN hehe :) **welcome to poorland Princess!!!**** :D
**
man(dil) kahi laga k nahi abhi tak ?
dil lag gayaa to maiN yahaN kia kar rahaa huNgaa hehe ;)
Re: do you know what a "MAN" [unit of weight] is???
tab to yaqeenan ameer-zaadii hogii jise qeematoN kaa koii ilm nahiiN hehe :) **welcome to poorland Princess!!!**** :D ** dil lag gayaa to maiN yahaN kia kar rahaa huNgaa hehe ;)
hahahaaa... mujhy qeemty kyun pata hoon gi jab k abba sara souda laty hoon :p

kabhi kabhi dil laganay k baad usay jalanay ki zaroorat b parti hay :)

*kabhii kabhii Abba HUzoor kii madad bhii kar diyaa karo :) kabhii sauda suluf Khud bhii le aayaa karo :) maiN to 3 saal kii umr se baazaar se jins laayaa kartaa thaa :D
*
kabhi kabhi dil laganay k baad usay jalanay ki zaroorat b parti hay :)
ya'nii jaise miTTii ke kachche bartanoN ko aag kii bhaTTii meN pakaayaa jaataa hai?** dil kaa khilauna, haaye! jal bhun kabaab ho gayaa!!!** :D