LOL
Film bunni chahyay aur achcha Idea hai gs ID kay liay lol Chachi 420 aur F-16 Fighter. lol
Shukar karay khulay aam lar’nay wali hai itnay khatar naak naheen hotay aur wo dushman hain pata chal jata hai laikin wo jo under under jaar katnay walay hotay hain wo bohat khatarnaak hotay hain aur upper upper bohat purkhuloos hotay hain.
Allah Bachaay.