Re: Do you agree?
Serious part ]
Janab
Koi insaan kisi bhi k acha ya bura musalman hone ka nahi keh sakta
Yeh sirf Allah ko maloom hai
Ho sakta hai Jise Hum bura samajhte hon Us ne koi aisa kaam kiya ho jis ki wajah se Woh Allah ki bargah mein maqbool ho
So, I can’t say anything about anybody.
Having beard is Sunnat & It is also difference b/w Muslim & Non Muslim.
Guftago se pehle insaan oper se neeche tak dekha jaata hai.
So,Musalman ki Pehli pehchan = Beard
In women It is = Hijaab
**
Hum In follow nahi karte Yeh Hamari badnaseebi hai
Hope it clarifies
[Asif part]**
Guitar yaad dilaya
Hum bhi guitar play karna seekhna aur buy karna chahta hoon:crying:
BTW oper wale person aap hain???
Explain, how beard is the symbol and distinguished feature of Muslim? Kia baqi mazahib ke log daaRhi nahi rakhte. How can you distinguish between Molana Fazl u Rehman and Khushwant Singh?