Re: Do u want
arey itna to acha hota hai taste tum nahi peetee iss ka matlab kisi aur ko bhi naa peeney do ![]()
aur kaan dabaaney sey hota kya hai ![]()
Re: Do u want
arey itna to acha hota hai taste tum nahi peetee iss ka matlab kisi aur ko bhi naa peeney do ![]()
aur kaan dabaaney sey hota kya hai ![]()
Re: Do u want
:yukh:
main asi koi cheezain nahin kha ti…wasay bhi jab bhi pak jati hoon bemar ho jati hoon…![]()
Re: Do u want
mein bhi beemaar ho jaata hoon lekin juice pee key sahee ho jaata hoon yeh waala ![]()
Re: Do u want
tu mut aya karo na pak ..:p
Re: Do u want
well ab aa to raha hoon
kya karoon itnay saarey achay log hain wahan ![]()
Re: Do u want
Woi jo naak dabaneY sey nahe hota bataya tu hai abhi ..![]()
Re: Do u want
yea…i understand…asi umar main akar log asi baatein kartay hain…kaun jee ki tarha…![]()
Re: Do u want
nahe yaar plz ab itni achi bhi nahe main ..
yeh tu ap ka barak pan hai werna hum is qabil kahan ![]()
Re: Do u want
hain hain hain PK tum bhi P_d kee side per chalee gayeen kisi ney sahee kaha tha saaree larkiyaan ek jaisee hotee hain :nahnah:
Re: Do u want
![]()
Re: Do u want
makhaain wala juice pe kar???![]()
ap ko addat hogi na asi cheezon ki…mujhay nahin hai…![]()
Re: Do u want
haan tu zahir hai ..
acha hua ap larki nahe hOo ..![]()
Re: Do u want
kya karon…main pietra baji ki side nahin chor sakti…![]()
Re: Do u want
P_D kee chamchee ![]()
Re: Do u want
hahaha ![]()
ap kYun jalty ho akely reh gaye tu kuch bhi kaho gay ab hamein ..![]()
Re: Do u want
DM hai naa merey saath mein kiun jaloonga ![]()
Re: Do u want
yahan tu nahe hai na is thread ki bat karo .. ;)