Re: Do shias OWN Gupshup?
Firqa bandi hai kaheeN, aur kaheeN zaataiN haiN
Kiyaa zamaanay maiN panapnay ki yehi baataiN haiN?
YouN tau Syed bhee ho, Mirza bhee ho, Afhgan bhee ho
Tum sub hi kuch ho, bataao tau MusalmaaN bhee ho?
Butaan-e-Rung-O-KhooN ko toR kar Millat maiN gumm ho jaa
Naa Tooraani rahai baaqi, naa Irani, naa Afghaani....