Do dant Khasi ... Pakro rassi

Re: Do dant Khasi … Pakro rassi

Hamaray aik uncle bakra laykar aaye ghar aanay k baad bakray k aagay ghaas rakhi magar bakray nay nahi khai aisay he raat hogai tou unho nay pareshan hokar jab check karwaya tou pata laga k bakray ki aankhain kharab hain woh daikh nahi sakta.

:@:

aisay he hamaray neighbours main gaye aayi aur aik tent main kaafi sari gaye bandhi thi tou us gaye ki 2sri gaye say takkar hogai tou gaye ka daant toot gaya tou pata chala k iska daant Elfi say jora hua tha.:bummer: