Re: dill
Khuda ghazlo ko salamat rakhy abhi garam garam mil jayega… ![]()
awwww… ![]()
Re: dill
Khuda ghazlo ko salamat rakhy abhi garam garam mil jayega… ![]()
awwww… ![]()
Re: dill
Umeed py duniya qaim hy:fifa:
Re: dill
liken may tu zamien per qayam hoon:fifa:
Re: dill
Dunia qaim hy tu zameen walon ko jga mili hoi hy na rehny ko![]()
Re: dill
dill dewana bin unkey manay na
ya tu pagla hey samjhanay say samjhey na
Re: dill
Dilla thehr ja yar da nazara lyn dy
Sanon thuri dyr sajna dy kol byn dy:(
Re: dill
Zara sa tu dil hy magar shokh itna:eek:
Wohi Lantrani suna chahta hy:snooty:
Re: dill
**Yeh kis sakoot ke sehra mein qaid hain hum log
ke khane kii kahiin dour tak sadaa bhi nahiin
**
Re: dill
Khane ki sada thane main kahan sy ay![]()
Re: dill
thanay may sirf khanay ki he sada ati hey
khanay key bad sirf oe oe oe ki sada ati hey:cb:
Re: dill
**nahi aunty! aapne kuch bakaya hi nahi,
waise.. mera dil gajar ka halwa khane ko kar raha hai.
**
Re: dill
dill gurday ka hey halwa bana hey jagar ka 1 week bad banay ga my chotaoo bhai:)
Re: dill
aap banao hamara halwa qeema acha… ![]()
Re: dill
aapka program kafi khatarnaak lagta hai, humara keema mat banao baji ![]()
Re: dill
ASA ka QEEMA or
prince ali ka KEEMA
ka halwa ghur may mela ker or es may badam pistay dall ker
AQ bhai ko peash ker dien gay hum