KKF
2
Re: Dil se Utar Ja
is qadar bhayaak looking maHboob hai? lol 
tum sar-e-rah-e-wafa dekhtay reh jaoo gay
aur woh baam-e-rafaqat se uter jaye ga
baam se na utraa to iA bam [bomb] se to utar hii jaayegaa 
mazaaq bar-taraf…achchhii Ghazal hai…achchhaa intiKhaab hai…share karne ke liye shukria. 