Bas baz heeron ki qadar nahi hu sakti:D ham jaisey nayab hi qadar janty hainD![]()
![]()
ye dekhu hit naghma is ka:hehe:
ye rafi ka pehla gana tha ju main ny kai kai bar suna bachpan main wanra main apney chacha se tang rehti thi ju 70, 80 cassetes kishor or rafi ke gaon ki ley rehty aur sunty they:hehe: