Dil keh Raag...

chalo aik hadd ka kissa batata houn..

main nay bachpan main apnay chacha keh bete ko thappar mara aisa, keh us ka pajama loose ho gaya tha. !! hahaha :rolleyes: