Re: Dil ka kia hai yeh tou kisi waqt kisi pe bhi aa sakt hai!
Muhubat (Love)aik ehsason ki pawan si kahni hy
Kabhi kabeera diwana tha kabhi mira diwani hy
wah!
(I like is dysh main kewal piyar ki sirf theory ki class chalti hy:hehe:)
Abhi tak dob ker sunty thy sab qisa muhubat ka
Main qisy ko haqeeqat main badal bytha tu hangama:D
**