![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Acha hai :)
[/QUOTE]
acha waqie....thanks Hh...:)
Re: dil ka dee'ya jala k hawaa'ooN maiN rakh di'ya
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
dil ka dee'ya jala k hawaa'ooN maiN rakh di'ya
suraj dahak raha tha so chaa'ooN maiN rakh di'ya
dil jeetna kisi ka baaray fun ki baat hai
ye fun khuda ne us ki adaa'ooN maiN rakh di'ya
[/QUOTE]
Kya baat hai..** Koyal jii **..kya baat hai..bahot khub....kahaaN se laati haiN aap etne achhe sher....?
Re: Re: dil ka dee’ya jala k hawaa’ooN maiN rakh di’ya
ap kahan se tapkay itnay dino baad kher ab a he gaien .hain tu welcome g…aur jaiey gha mut ab ..aur ap ab kab koi achi se gazal post kar rahay and thanks ap ko sher achay lagay…![]()
Re: Re: Re: dil ka dee’ya jala k hawaa’ooN maiN rakh di’ya
Ab kahaaN se tapka hooN ye to nahiN jaanta..lekin haaN bahot dino baad aaya hooN…mere saath ye laga rahta hai…es baar koshish karoonga kii nahiN jaaooN…
Hamne waise apna likha kuchh post to kiya hai..Sho’ra-e-Gupshup section meiN..achha hai ya nahin ye to aap paDhengii to hii aap ko pata chalega..
Re: Re: Re: Re: dil ka dee'ya jala k hawaa'ooN maiN rakh di'ya
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
Ab kahaaN se tapka hooN ye to nahiN jaanta..lekin haaN bahot dino baad aaya hooN...mere saath ye laga rahta hai...es baar koshish karoonga kii nahiN jaaooN...
Hamne waise apna likha kuchh post to kiya hai..Sho'ra-e-Gupshup section meiN..achha hai ya nahin ye to aap paDhengii to hii aap ko pata chalega..
[/QUOTE]
hmmm chaliey jaab jaan jain gain tu bata dijiay gha :p
hmmmm haan ab janay ki koshish mut kijiay gha
ok me udher nahi jati shora main..ap ko pata he hai k apna apna taste alag hota hai na ..acha tu dekhti ja k ap ka ka ka kalaammm..:)
Very nice selection…mohtarma.![]()
Re: dil ka dee'ya jala k hawaa'ooN maiN rakh di'ya
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
dil ka dee'ya jala k hawaa'ooN maiN rakh di'ya
suraj dahak raha tha so chaa'ooN maiN rakh di'ya
dil jeetna kisi ka baaray fun ki baat hai
ye fun khuda ne us ki adaa'ooN maiN rakh di'ya
[/QUOTE]
wasye khana to nahi chaye but nice :p
Re: Re: dil ka dee’ya jala k hawaa’ooN maiN rakh di’ya
tu nahi kaho na koi zabardasti tu hia nahi ![]()
Re: Re: Re: dil ka dee’ya jala k hawaa’ooN maiN rakh di’ya
![]()
:pagri:
Re: Re: Re: Re: dil ka dee’ya jala k hawaa’ooN maiN rakh di’ya
..pagri be sahi tarha se nahi rakhi gaye pagri rakhtey rakhtey zuban bahar niqal aiey ![]()
BUHAT KHOWB........THANKS FOR SHAIRING
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
acha waqie....thanks Hh...:)
[/QUOTE]
:)
:k:
[QUOTE]
Originally posted by cecosuni: *
**BUHAT KHOWB........THANKS FOR SHAIRING*
[/QUOTE]
thanks and welcome..:)
and thanks wg too…