Re: Dil e Muzter
lol…nahiiN jii…iskaa matlab yeh to nahiiN hotaa…ab drame kaa theme agar aisa hai to phir iskaa naam Ghalat rakkhaa gayaa hai! ![]()
PS: Korn666, maiN to samajhtaa thaa k aapko Urdu nahiiN aatii magar masha Allah aap to bahot achchhii Urdu likhtii haiN…mubaarakaaN! ![]()
dil-e-muztar = dil-e-be_chain, iztiraab zadah dil [to name a few!~ :D] ![]()