Dil Diya Dehleez on Hum TV

Re: Dil Diya Dehleez on Hum TV

je mein aap sab kay sath thi hoti hoon posts enjoiy karti rehti hoon :) jab guzara nahi hota kuch kahay bina to aaja ti hon bolnay :P aap teeno ki posts parh kar dil garden garden ho jata hay :) HIBA ASMA OR THE HONOR ABLE 007, i like 007 nick as well :), hiba or aap ka to muqabila hi nahi koi :).....and mein bohat enjoy karti hoon yahan aaker,and DDD iz great drama and aik baat kehna chahongi, kay aaj kal ki larkyaan bhi barri hi barray dil wali hein zahan chotta ho to alag baat ho gi :P mager itni asaani say na HAAR manti hein na hi suicide karnay k liye ready hoti hein (ye msg sirf 007 k liye :P).
aap sab ko award denay ko dil karta hay mer :)
kiya baat hay DDD ki and aap logon ki itnahi kahongi TUSSI GREAT ho je :).
ok aenda bhi aati rahongi aap logon say baat hoa karegi aaj k liye itna kaffi hay :P
and MOAMRA RANA, BAARI AND HIBA offcourse teeno alaaaaaaaaaaaaaaaaa hein acting mein and aik or bohat acha naam jinak naam nahi aata (ROSHIS FAATHER). he iz also really nice actor.. or jhootay tere nain gana milla kisi ko??
i really love this song.
Khuda hafiz
Regard's
Rida ALi