"DIL DE K JAYEN GE"

Re: "DIL DE K JAYEN GE"

I LOVE to watch this Drama but yahan meri cable pe GEO nahi a araha :( kindly abeeha or anyone keep telling me kay ab kia ho raha hai dramay main aj kal. Me pichlay 2 weeks se nahi dekh rahi. Pakistan janay tak mujhay updates detay raho Allah ap ka bhala kare ga :D

I like Maham and Imaan Ali and Fawadddddddd (Arsalan)