Re: Dil ajab gumbad k jis main ik kabutar bhi nahin
Arif Lahore ka jugni nahin suna 'dil gutghoo gutghoo kare'
woo ghutkon is liyay use howa hai kion k kabotar bhi har waqat yehi kartay hain..lakin woo tasbeeh nahi kartay...kehnay ka matlab tha mera bhi bhi kabotar ki tarhan mahboob ka naam leta hai...jaisay woo ghtkon wasey he yeh mahbob ka naam....is say kabotar ki tasbeeh sabit nahi hoti...