Re: Did you know?
yay lo naraz ho gaye, aisha aur mizzrani.
Acha jee ham chaley jaatey haiN yahaN say.
jaakay darwazey kay peechay luking
^ haha acting achi kartay hoo
*darwazaa thaa kar ke band karing *
wah wah wah danday walay saheb, agar aap ko fikr hota ke hum naraz hoye ya nahi to aap aisa kaam karte hi nahi jo hum may acha na lagta ho, as mizzrani said acting kaamal ki karte hain.
adios amigo:p