Dhusmanu sey Muhabbat??

Re: Dhusmanu sey Muhabbat??

Meena Kumari ke dil meN to bas Dharmendra ke liye kuchh kuchh to kia bahot kuchh hotaa thaa! :cb: isii meN uskii jaan bhii chali gaii Gham meN pee pee kar! :frowning: heroin to Mumtiaaj Pahelwaan [Mumtaz] thii jiske saath vo ‘aaNkh michauliyaaN’ khelaa kartaa thaa! :smiley:

yeh gaanaa:
**
kuchh farq nahiiN naamho teraaRazia
ho yaa Raadhaa…va’da teraa va’da!**