Bohat say aatay hain aur bohat say jaatay hain, aur bohat saararon ko jaana hota hay aur bohat saaray jaanay par majboor kar diay jaatay hain ... yehi dastoor hay iss dunnia ka … koi Ata hay aur koi Jata hay … lekin dunnia chalti rehti hay … koi farq nahi parhta kisi ko kisii kay jaanay say … kal ko main bhi nahi hoonga aur shayad koi yaad karnay wala bhi na hoga … yehi dunnia hay yaro! Yehi gupshup hay ! …