Re: Dharti Maa
janay daien…Pakistanion ko dharti maa ka kiya ehsas???idar salman butt or Muhammad aamir/asif jaisay loag apni maa ko baich k hanstay muskuratay qoam say maafi mang k phir khelnay k liyay tayar bethay hain or yahan, ji yahan isi Pakistan may loag in ko maaf kar k khilanay k liyay bhi tayar hai…dharti maa ki batain Pakistanio k munh pay nahi sajti…Dharti maa k hukmaran dharti maa k basion ko keray makoray samjhtay hain…dharti maa dharti maa kar k sab is ko baichtay hain or chehray pay sharmindagi laaye begahir khul k hanstay hain…