Re: Dhalay Gi Shaam, Sahar Naghma Baar Aaye Gi
[quote=Sannan]
Dhalay Gi Shaam, Sahar Naghma Baar Aaye Gi
Hum Aaien Gay Tou Chaman Main Bahar Aay Gi
[quote=lutfullah urf Abdullateef Qadri]
Kyun Sannan Saahib? Aapke sher mein woh "Hum" kaun hain? Kya Sadr Musharraf Saahab murad hain aapki pesh ki hui tasweer mein? Jinke do hisson ke darmayan awaam dikh rahi hai jaise keh yeh khud unka paighaam hai keh "Logo dekhiye main aap sab ko apne wajood mein samet kar phirta hoon!"
"Raaz e dil kah ke sharmsaar na ho! Naaseha hum bhi tere mahram hain!" - Shakeel Badayuni