Awwww bechara FBI. Oar kia kia hota hai please share.
Wife ka ilaaj karain agar wo smash karti hai cheezon ko that is totally abnormal to me. lol Mobile to naheen tor dia kaheen us nain aap ka?
Main agar kisi ki wife hoti to husband ko khulla choot deti aur kahti ja maujain kar aur waqfay waqfay say fatway deti (naheen apnay ijaad kiaay huway naheen) quran say jitnay maloom hotay kay khud dauzakh main jalo gay aur main us waqt upper yanni Jannat say bye bye karoon gi aur kisi aur kay saath rahoon gi aur tum jalna wahan. lol
Mardon pay pehra lagaya naheen ja sakta bahar janay wali qaum hai kitna peecha kia ja sakta hai ya peechay para ja sakta hai AGAR uskay jean main hi (excuse my language kamina pun hai) ya tarbiaat ka mara huwa hai to us nain to jo karna hai karay ga usko roka naheen ja sakta..
Bahtareen tareeq FBI apni wife ko control karnay ka yay hai kay us ko muhabbat ka dil khoal kar izhar karain kay main tum pay marta hoon aur kisi ki taraf nazar utha kar bhi naheen daikhta. Agar daikhta hoon to bahan samajh kar lol.
all that is very easy to say before u get married id love to hear u say da same thing after u get married ....
i use to say id hate being married and now i love it so id love to hear u say all dat after u get married