Re: desires as the night starts
HHL hamaree galee ka chokidaar hai .. Isha say Fajr tuk chillata rehta hai … jaaaaagtaaay rahooooooo …
Abay gadhay .. agar hum hee jaagtay rahin to tum ko chokidar rukhnay kee kiyaa zaroorat hai …
Pagal aadmee ![]()
Tumhay nahee pata hoga… tum to raat ko hee faarigh ho chukay hotay ho aisay kaamoN say