Re: Desi logo ki favorite chezz
Hamare dost ko GS ko hai aap Jaante hain.. unko koi introduction ki zaroorat Nahi. Humein bhi chandni chowk ke chaats pasand hai:) aur sab jage hum Nahi Gaye Uve seen more India than me.
Ginti kabhi India aayegi to dikhayenge woh sab jage