Re: Describe what flavour u are of?
nakhraa kaisaa? aap nain farmayaa koi pyaari si pic lagaon kisi say chori kar kay taa kay koi proposal mill jai… main nai kaha kay main nahin chahtaa kisi ka dil tootay kyon kay hum proposal accept nahin kar sakin gey
isay nakhraa to nahin kehtay… imaandaari kehtay hain ![]()