Describe Above Person In Three Words !!!

Re: Describe Above Person In Three Words !!!

Na sharmain na hum nain tareef hi ki hai rishta naheen bhaija.

Agar wazan ki problem naheen hai to 1kg chalay ga. Agar problem hai to forun tareefon ka tokra sir say utar phainkain hum catch karnay kay liaay Pakistani team pay hamatun khargosh hain.

Kia tarzoo pay baith kay wazan kia tha per hamain naheen lugta kay 1kg hi barha hoga aap ka tarzoo sahi naheen hai phir say tolain khud ko.

Masha Allah ghazal go shair hain. Hum bhi pehlay kia kartay thay jub say quran main par’ha hai kay shairi karna sahi naheen is liaay chor’ di hai phir bhi kabhi aa jata hai to kabhi likh letain hain aur kabhi nahee.

Abhi ja kar daikhtain hain aap nain kia markay maray hain.


Nauzaida shair hain aap.