Re: Denmark's new cartoon crisis with Muslims
yar muje samj nai aati
muslims iss bat ka jawab kyu nai dete
ya to muslims bohat zeyada masoom hai
ya hmaray hukmaran america k pithu hai
yaqeen karo dil dukhta hai ye sab soch k
kya itna hi hmaray hath paoo bandhay hai