dekho zara dekho logoN

Re: dekho zara dekho logoN

yeah i m problem girl so obviusly conufusion he produce ho gee ..is ley kuch na kerain huka peeain

yanee app nay her haal main cheezin Cheenay ka irada ker liya hay ?

Re: dekho zara dekho logoN

huqqa hay ya sharbat, jo pila rahi hain :s

cheezain cheenay ka apna hi aik maza hay...
kabhi kisi 2 saal kay bachay say chocholate cheen kar khai hay ?
mabadolat nay yeh kaam sar anjaam dia hay ... wah kia cheenta hoon main pats on meself

Re: dekho zara dekho logoN

ok now i got it

u r Woh wala dada jo Gundoon ka hota hay ...

Re: dekho zara dekho logoN

Gunday kon hotay hian ? masoomiat is tapking

kal hi aik bachay say pooray aath aanay cheenay thay...

Re: dekho zara dekho logoN

neechay koi bertan rukh lain kahain masoomiyat kat tapknay say Sylab e na ajayee..

bohat alla bacha is cleber more then u dada ..ab atthnay nahi chaltay app khush hotay rahain

Re: dekho zara dekho logoN

yani wo bacha hamain bana gayaa...
aath anaay hamain wo pakra gaya...

meri masoomiat ko phalnay aur phoolnay do, iss say sailaab nahi, inqilaab ayaga...

haan inqilaab...inql..in..i... slept

Re: dekho zara dekho logoN

buchy nanahi banya ALLAH nay app ko banaya .. ab is per ik or lateefa yad agya app ka nam kaheen lateef to nahi hay ?

ik teacher sub bachoon ko alag alag questions yad karata hay kal kul jub principle poochain gay to jawab daina

princilple atay hain or poochtay hain app ko kis nay paida kia ..koi jawab nahi daita akhir derty derty ik bacha khara hota hey or kehta hay jis ko Allah mian nay paida kia woh ajj absent hay

Re: dekho zara dekho logoN

ROFL... its new for me tho :-p

so who is absent here today then ? :-p

Re: dekho zara dekho logoN

so dada maini app ko hansa diya ..

now give me ma prize ...

yeh app nay wada kia tha apnay topic main jahan app nay kah tha kay app hunsna chahtay hain

Re: dekho zara dekho logoN

hmm... to yeh sari mehnat hamain hansaanay k liay horai thi soching

in that case you really desrve it... cuz not only made me smile, but also u remembered the get the prize :@

ok, tello what u want ?

Re: dekho zara dekho logoN

to or kia saturday ko mera paper hay or main yahain beth ker app say sir khapa rahee hoon takay prize lay sakoon

new brand BMW chaeye with driver kion kay mujhay driving nahi atee

Re: dekho zara dekho logoN

oops... abhi filhaal driver day daita hoon, bmw thoray din baad mil jaigi ... abhi driver say hi guzaara karlo, wo 11 number par chor dia karaiga har jagah :-D

acha jaain do study, me gtg as well, take care :-)
AH
laters...

Re: dekho zara dekho logoN

hmmmmmmm :lajawab:

Re: dekho zara dekho logoN

Bolay to…:roman: