Re: dekho zara dekho logoN
aisa lagta hay baitha ho jaisay koi
aik Murgha (Kalghii wala) kaheen
uss ka tannn uss say hay juda
Uss ka moonh oopar ko hay utha howa
aur tann say juda yeh sarr
hill hill kar chilla raha hay
Owwain Owwain Owwain...