Define "chhamak chhalo"

Re: Define “chhamak chhalo”

Lagta Hay Chamak Chalo’s say kaafi waasta parr hay :k:

Re: Define “chhamak chhalo”

ye humesha lerkiyoun kay character he kyun define hotay haen

how aba some boys acts :hmmm:

chichora, awaara, mujnu ya phir khad haraam

Re: Define “chhamak chhalo”

Had Haram Tou Suna Tha Yeh Khad Haram Kiya Hota Hay :faizy:

Re: Define “chhamak chhalo”

mein aisay he likhoun gi

:snooty:

Re: Define “chhamak chhalo”

Urdu Ki Mat Na Maro … pahlay Hum Say Urdu Ki khusoosi classes lo :snooty:

Re: Define “chhamak chhalo”

kyun

tum nay tamga e urdu adab hasil keeya hua hai kya :wink:

Re: Define “chhamak chhalo”

Ab kaun Kaun Say tamghoo’n ka batao’n :cb:

Re: Define “chhamak chhalo”

bus bus rehnay do

mujhay aur bhi bohut kaam haen

upna wo 760 saal purana shelf na kholnay baith jana ab

:cb:

Re: Define “chhamak chhalo”

:omg:

u know abt me … strange :hehe:

Ab Itna Porana Bhi Nahi hay :snooty:

Re: Define “chhamak chhalo”

Chamak chalo is a gaon ki gori - with attitude :blush:

Re: Define "chhamak chhalo"

agreed :D