Deewani Larkiyan!!!!

Re: Deewani Larkiyan!!!!

^Apna shairii wala button kuch dair k liay OFF kardo snoota

Re: Deewani Larkiyan!!!

acha theik hai
off hogaya:D
waisay kiyon:hoonh:

Re: Deewani Larkiyan!!!

Kiyun k shairi kabhi kabhi achchi lagti hay :wink:

Re: Deewani Larkiyan!!!!

hoon acha theik hai
to ab kia baat karni hai

Re: Deewani Larkiyan!!!!

^yahi k Larkiyaa'n deewani Q hoti hain ??

Re: Deewani Larkiyan!!!!

pata nahi
aap ka kia khyaal hai?

Re: Deewani Larkiyan!!!!

siyani lerkiyan to suna tha yeh deewani lerkiyan kaisi hoti hain?

Re: Deewani Larkiyan!!!!

pata nahi bas hoti hain

Re: Deewani Larkiyan!!!!


Larkiyaa'n waqai deewani hoti hain ...chotti chotti khwahishain ... nanhay munnay khwaab .... aankhoon main haseen sapnay piro kar yeh us dunya k khwaab daikhti hain jin ka is wahshi dunya main koi tasawwur naheen .... kaash yeh samajh sakteen ay kaash

Re: Deewani Larkiyan!!!!

PK aap ko kia horaha hai
to jaisay larkoon kai khwab aur khwahishaat nahi hoti

Re: Deewani Larkiyan!!!!

aur waisay bhi thora wazan dalain apni baat pay

Re: Deewani Larkiyan!!!!


Maira yeh matlab hargiz nahee tha ... hoteen hain khwahishaat larkoon ki bhi ... laykin larkiyaa'n kuch ziada hee is cheez main magan hoti hain ....

Re: Deewani Larkiyan!!!!

sahi kaha hay reality ko bhool kay khwaboon mai ki duniya mai rehti hai
sochti hai keh jaisa chahain gay waisa hojayega

Re: Deewani Larkiyan!!!!

oho main kiya khair tay hai...

acha hai nan nunay munnay khwaab aur choti choti khwahishain hain= choti choti khoushiyan:)

berhi hon to shyayad poori na hon....

Re: Deewani Larkiyan!!!!

han sahi kaha bari bee apnay khwahishaat honi chahiyain

Re: Deewani Larkiyan!!!!


Khair hee tou naheen hay ... huqooq e niswaa'n bill jo paas ho gaya hay

Ab tou mujhya larkiyoon say buhat dar lagta hay sahming

Re: Deewani Larkiyan!!!!

lolz acha hai bill pass hogaya hai

Re: Deewani Larkiyan!!!

[quote=“aishaindubai”]
lolz sach hi acha hota hai

Pyar ek bar ho to use bholapan kehte hein,
Agar wo do bar ho to use apnapan kehte hein,
Teen bar ho to use deewanapan kehte hein,
Aur agar bar bar ho use kaminapan kehte hein/QUOTE

you rock:omg:

Re: Deewani Larkiyan!!!

iss ka matlab hai kaafi dheet hain aap:D

Re: Deewani Larkiyan!!!!

thanks pk i do rock!