lolz! awaara dewaana sangdill raam duaaaaaaaaaaaahi! ![]()
yaar kahan phas gaya! ![]()
lolz! awaara dewaana sangdill raam duaaaaaaaaaaaahi! ![]()
yaar kahan phas gaya! ![]()
LOL!! khudi phassay ho bachay..
![]()
Hum jaaaante hain tum hummain na shaad karo ge
Toroo ge mera dil mujhe nashaad karoge
Hum phir bhi muaaf karte hain kya yaaad karoge, kya yaad karoge ![]()
![]()
pehle shad aur nashaad ka matlab bataoo..
Chal ren de! ![]()
:D thanx
[QUOTE]
*Originally posted by Completely Incomplete: *
:D thanx
[/QUOTE]
lol! for what?
nahi samjhaanay ka :p
[QUOTE]
*Originally posted by Completely Incomplete: *
nahi samjhaanay ka :p
[/QUOTE]
challo bata dete hain!
shaad rehne ka matlab hai khush rahna!
nashaad karne ka matlab nakhush karna!
ohh acha..now i get it..
waise mujeh maufi kiss baat ki di jaa rahi hai?? ![]()
hum hain:nono: insaan ban jao
Sharara yaar..kiss cheeze ko insaan banay ke liye keh rahi ho??
HH :p
pata nhi kia cheez hai mujhe to 18 saal main bhi samajh nhi aa saki:hehe:
Sharara Saahiba aap kahan se tapki aur ye baatain aap ki samajh main nahi aayen gi! Insaaanon ke beech nahi bolte! ![]()
CI: Hum se acha Insaan aap ko diya le kar dhoondne se bhi nahi mille ga! samjheen aap! ![]()
HH
nahi jee…mujhe achay insaan pasand hi nahi hain ![]()
ShaRaRa yaaa Allah!! iss larkay ne 18 days mein dimag ki chatni banadi..18 yrs mein kya kiya hogga..hehehe issliye app larki se sharara bangayi ![]()
is main fiqar ki kya baat hai; ziada to nahi per thora sa main verstile hoon; jo kahen gi ban jaaooonga! ![]()
yaar..mujeh tumhara kuch nahi banana!!
^lol! i heard the songs today cuz bought the cassette today! :D
the three songs i like are really great!
i know i know...they are really goood..its my choice..how can it not be fabolous??