Re: Deewanay to Youn Samjha Nahi Kartay
Kaha Us Nay Bharosa Dil Par Itna To Nahi Kartay ** **Kaha Mein Nay Mohhabat Mein Khabi Socha Nahi Kartay
Kaha Us Nay Bohat Khush Rang Dunya Kay Nazary Hain Kaha Mein Nay Jo Tum Ho Pass To Dekha Nahi Kartay
*Kaha Us Nay keh Tum Mujh ko Kion itna Payar Kartay Ho * *Kaha Mein Nay Samjh Jaoo Keh Yea Poocha Nahin Kartay *
*Kaha Us Nay keh Ab Bhi Waqt Hai Wapis chalay Jaoo * *Kaha Mein Nay Kay Manzil Say Youn Bhatkaya Nahi Kartay *
*Kaha Us Nay Mohhabat Tujh Ko bas Ruswaian Day Gee * *Kaha Mein Nay Kay Shohrat Say Tu Ghabraya Nahin Kartay *
*Kaha Us Nay Samjh Jaoo Samjh Jaoo Meray Ham Dam *
*Kaha Mein Nay Kay Deewanay to Youn Samjha Nahi Kartay *
v nice sharing JW :)