woh pani ki lehron pe kia likh raha thaa
Khuda janay harf e Dua likh raha thaa
likhe thay jisne wafa ke maanay adhore
wo shakhs pyar ki inteha likh raha thaa
zara us ki ankhon se anson na nikle
woh shaks jab zindagi ko saza likh raha thaa
mohabbat main nafrat mili thi usay bhi
woh har shaks ko bewafa likh raha thaa