Re: Dedicated to my hubby
Yaar kuch tu sharam karo :halo:
ke larki ne apney khawand ko song dedicate kia hai Aap beecha main khawamkhaw khush ho rahey ho ![]()
khuda ki panah ! our ooper se inta behooda our fohash smily bhi lagadia.
Bhai miyaan !! yahan per chotey chotey bachey bhi aatey hain
Kon hai yahan ka admin ? ![]()
main abhi baat karta hoon