~Dedicated to MSL (Masoom Shararat)~

Re: ~Dedicated to MSL (Masoom Shararat)~

apnaa kaam khud karnaY kee aadat daal
apnaY peroN par aaj khaRaa naheeN hogaa tau zindagi maiN kiyaa karaY gaa

apni miTTi pe chalnaY kaa saleeqaa seekho
suNg-e-marmar pe challo geY tau phissal jaao geY :sheen: