Re: Dedicated to GS baby
jiia apna 2.5% asif ko de dena.. kiyun ke baqol shair:
Yeh bach-cha kaisa bach-cha hai
Jo rait pay tanha betha hai
Na is kay pait maiN roti hai
Na is kay tun per kapra hai
Na is kay sir pay topi hai
Na is kay pairr main joota hai
![]()