Re:
Dedicated to 5aban ![]()
Tum apnay aapko khud hi invite kar rahi ho ![]()
ham nay shaadi kar vi chaddi, nikah nama post vi kar chadda hai :halo:
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
Tum apnay aapko khud hi invite kar rahi ho ![]()
ham nay shaadi kar vi chaddi, nikah nama post vi kar chadda hai :halo:
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
to walima mein bulao mujhe
![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
walima done too, chuuwaaray hain bachay hoye woh bhej doon ga
abb tum ham dono ko dinner pay bulao ![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
Shaadi per bulaya nahi mithaii baanti nahi ab dinner per bhi bulaoon
sochoon gi ![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
shaadi kay pateesay hain bachay kuchay woh khila doon ga, dinner pay invite karo, balkay nahin ham nahin aa rahay 120 degree temp mein phoenix kay, tum idher aao aur hamain dinner pay le kar jao ![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
ahaaa
phupho zafeerah hamay dinner per bulaaein gi ![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
nahin ham nahin jaa rahay itni garmi mein desert mein, mynu pata hai tumhain garmi passind nahin hegi, phuppo ko bolo keh moon shoon dho kar, sunscreen laga kar ithay hi aa haye, disneyland mein ham issay splash mountain say thallay dhakka day denge ![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
phir tumhain dinner kaun karaye gaa
mein to LA aa rahi hoon
tum dono se milne
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
Hamara wedding gift saath leti aana, khaali haath mooN utha kar na aa jana, ham warna milnay say inkaar kar chaddain ge:snooty:
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
tum og ziada hi sir charh rahe ho ab mein tum logo se nahi milti wedding gift to mein apni pasand kaa laati ![]()
Re:
Dedicated to 5aban ![]()
Ham Bloomingdale, Beverly Hills, mein register huay hain, Punjabi/Punjaban kay naam ki list nikalwa kar wahan say kuch gift le aana na ![]()