Re: DEDICATE THE SONG TO THE PERSON ABOVE U
Walikam salam
Jitay rahien khsuh rahien
raat aisay bitaayee hay tumhain yaad kiya hay
jab neend na aiee hay tumhay yaad kiya hay
har shaam kesi aas(umeed) ke dehliz pay dil nay
jab shamah jalaiee hay tumhein yaad kiya hay
raat aisay bitaiee(guzarri) hay tumhain yaad kiya hay
jab b kesi pagal nay kahi rait pay ghar ke
tasveeer banaiee hay tumhien yaad kiya hay
raat aisay bitaiee(guzarri) hay tumhain yaad kiya hay
tanhiee ke sannatoon bari ratoo mein tum bin
jab jaan pay ban aaiee hay tumhien yaad kiya hay
raat aisay bitaayee hay tumhain yaad kiya hay
jab neend na aiee hay tumhein yaad kiya hay