Dedicate a song for the person above

Re: Dedicate a song for the person above

:music: …teraaaay binahhhhhhhhhhhhhhh

Re: Dedicate a song for the person above

hum dard k maaroN ka itna he fasana hai...
peeny ko sharab e gham, dil gham ka nishana hai

daity haiN duaayeN hum, dunya ke jafaooN ko
kioN un ko bhulaiN hum, ab khud ko bhulana hai

Re: Dedicate a song for the person above

***baray hain dil key kaalay ***
haan ye neeli se aankhoon walay :music:

Re: Dedicate a song for the person above

:eek: abhi takk jaag rhee ho.. :smilestar:

Re: Dedicate a song for the person above

can’t sleep …feeling real sick n feverish …just took some tylenol & actifed tabs…:frowning:

Re: Dedicate a song for the person above

:hmmm:…phewww… better choice of word this time… :whistling:

Re: Dedicate a song for the person above

tooty howe khaaboN ne hum ko ye sikhaya hai
dil ne jisay paya thaa... aankhoN ne ganwaya hai

hum doondthy haiN unko jo milke nahi milty
roothy na jane kioN mehman woh mere dil k

kya apni tamana thee... kya saamne aaya hai
dil ne jisay paya thaa... aankhoN ne kanwaya hai

Re: Dedicate a song for the person above

:cb:

:blush:

***Tumhaare Siva Kuch Na Chaahat Karenge
Ke Jab Tak Jeeyenge, Mohabbat Karenge
Hamein Apne Dil Mein Basaaya Hai Tumne
Mohabbat Ke Kaabil Banaaya Hai Tumne

Agar Tum Na Milte To Hum Jee Na Paate
Kisse Apna Kehte, Kahan Dil Lagaate :music:***

Re: Dedicate a song for the person above

kioN hum se khafa hogaye ay jan e tamana
beegi howe mousam ka maza kioN nahi laity

ye raat ye barsat ye sawan ka maheena
aise maiN tu sholoN ko aata hai paseena
iss rut maiN ghareeboN ke dua kioN nahi laity

aaya hai kisay raas judai ka ye alam
taRpayNgay akaily maiN uderh aap idher hum
dil dil se mere jaan mila kioN nahi laity...

Re: Dedicate a song for the person above

ye lamhe , ye pal hum barso yaad kareingay
ye mausam chalay gay tho hum faryaad karaingay

Re: Dedicate a song for the person above

:rolleyes: gazab kaa hain din socho zaraa, ye diwaanaapan dekho zaraa
tum ho akele, hum bhee akele, majaa aa rahaa hain kasam se

Re: Dedicate a song for the person above

Apni dil se badi dushmani ki
Isliye maine tumse dosti ki

Apni dil ko zaara ke roshini ki
Isliye maine tumse dosti ki

Re: Dedicate a song for the person above

Har kissi ko naheen milta yahan piyaar ZINDAGI main ..........

Re: Dedicate a song for the person above

ek to kam zindgaani, use bhi kam hai javaani
jab tak khoon mein ravaani
mujhe hosh mein aane na do
pyarr do pyar lo
pyarr do do pyar lo lo
oooooooo pyaar do, ho ho pyarrrrrr lo

Re: Dedicate a song for the person above

Humain Aana parrayga dunya main dobara ....
Tayra saath hay kitna piyaara ...
Kam lagta hay jeevan saara .....tayray milan ki lagan main....
Humain Aana parrayga dunya main dobara ....

Re: Dedicate a song for the person above

jeeta houn jiske liye
jiske liye marti houn
ek aisa ladka hai
jise main pyar karti houn

Re: Dedicate a song for the person above

kiya karti ho :faizy:

Re: Dedicate a song for the person above

LOVE karti houn! kya tumein aitraaz hai? :faizy:

Re: Dedicate a song for the person above

**Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Jo likha tha aansoon sang beh gaya
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya

Ik hawa jhoonka aaya
Tuut dali se phool
Na pavan ki na chaman ki
Kiski hai ye bhool**

Re: Dedicate a song for the person above

bole chudiyan
bole kangna
hain mein ho gayi teri saajana
tere bin jiy naiyo lag da main te margaiya

le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa