Dedicate a song for the person above

doorie doorie
sahee jaaye naa, aaaa
sahee jaaye naa, aaa

:mocking:

mein to rastey sey jaa raha tha
mein to bhel pouri khaa raha tha
tujh ko mirchi lagee to mein kya karoon

Re: Dedicate a song for the person above

dil walo dil mera sun ney ko bekarar hai

kahoooooooo na ppyar hai!

Maar diya jai ya chor diya jai
Bol tere saath kia salook kia jai

:emmy:

ek chumma tu mujh ko udhaar deyee day
aur badlay mein UP behaar layee ley

zindagi mein to sabhi pyar kiya kartey hain
mein to mar kar bhi meree jaan tujhay chaahoonga.

to lagta hain nana
juice ki dukan mein tu pitaa hain pani :mocking:

Re: Dedicate a song for the person above

teraaaaaaaaa meraaaaaaaa rishta hai purana!!!

Re: Dedicate a song for the person above

love u unconditionalllly sonnniyyyyyeeeee

Hum apni taraf se tumhain chahte hain magar aap ka koi bharosa nahin hai :emmy:

aaogay jab tum moray saajna
angna phool khileingey
barsega saawan, barsega saawan
jhoom jhoom key.

tu lagtu hai naani
kharoos khandani

ssoni de nakhreeeeeee sone lagde ni menu!!!!!!!!!

Aaj socha to ansoo bhar ayai Mudatain ho gayain muskuraiy :crying: Aaj socha to ansoon bhar ayai :crying:

:rotfl:

terey baarey mein jab socha nahi tha
mein tanha tha magar itna nahi tha
samandar ney mujhay pyaasa hi rakha
mein jab sehra mein tha pyaaasa nahi tha.

chachoondar key sar pey naa bhaaye chamele
kahan raja bhose (pointing to myself)
kahan gangu tailee (ayesha) :hoonh:

Re: Dedicate a song for the person above

wah yaha par sirf gane nahi shairo shairi bhi horahi hai wah wah wha

OYEEEEEEEEEE yeh kya hai 1!!! :frowning: